Pathar-Bana-Diya-Mujhe-Anup-Jalota-Ghazal-Lyrics

No comments

Pathar Bana Diya Mujhe Anup Jalota Ghazal Lyrics
Pathar Bana Diya Mujhe Anup Jalota Ghazal Lyrics

Pathar bana diya mujhe rone nahi diya
Pathar bana diya mujhe rone nahi diya
Daaman bhi tere ghum ne
Daaman bhi tere ghum ne bhigone nahi diya
Pathar bana diya mujhe rone nahi diya

Tanhaiyyan tumhara pata puchati rahi
Tanhaiyyan tumhara pata puchati rahi
Tanhaiyyan tumhara pata puchati rahi
Shab bhar tumhari yaad ne sone nahi diya
Shab bhar tumhari yaad ne sone nahi diya
Daaman bhi tere ghum ne
Daaman bhi tere ghum ne bhigone nahi diya
Pathar bana diya mujhe rone nahi diya

Aankhon mein aake baith gayi ashqon ki leher
Aankhon mein aake baith gayi ashqon ki leher
Aankhon mein aake baith gayi ashqon ki leher
Palkon pe koi khwab pirone nahi diya
Palkon pe koi khwab pirone nahi diya
Daaman bhi tere ghum ne
Daaman bhi tere ghum ne bhigone nahi diya
Pathar bana diya mujhe rone nahi diya

Dil ko tumhare naam ke aansu aziz the
Dil ko tumhare naam ke aansu aziz the
Dil ko tumhare naam ke aansu aziz the
Duniya ka koi dard sanwarne nahi diya
Duniya ka koi dard sanwarne nahi diya
Daaman bhi tere ghum ne
Daaman bhi tere ghum ne bhigone nahi diya
Pathar bana diya mujhe rone nahi diya

Nasir yun uski yaad chali hath thaam ke
Nasir yun uski yaad chali hath thaam ke
Nasir yun uski yaad chali hath thaam ke
Mele mein is jahan ke khone nahi diya
Mele mein is jahan ke khone nahi diya
Daaman bhi tere ghum ne
Daaman bhi tere ghum ne bhigone nahi diya
Pathar bana diya mujhe rone nahi diya
Pathar bana diya mujhe rone nahi diya.

No comments :

Post a Comment