Chaand-Ke-Saath-Kal-Raat-Roop-Kumar-Rathod-Ghazal-Lyrics
Chaand Ke Saath Kal Raat Roop Kumar Rathod Ghazal Lyrics
Chand Ke Saath Kal Raat Chalta Raha
Raat bhar Chandni Bhi Barasti Rahi
Chand Ke Saath Kal Raat Chalta Raha
Raat bhar Chandni Bhi Barasti Rahi
Man Mein Dukh Dard Kitne Samete Huye
Man Mein Dukh Dard Kitne Samete Huye
Vedana Nissaran Ko Tarasati Rahi
Chand Ke Saath Kal Raat Chalta Raha
Raat bhar Chandni Bhi Barasti Rahi
Chand Ke Saath
Saanjh Se Hi Mujhe Chand Yun Hi Dikha
Smriti Pat Par Vividh Chitra Uthane Lage
Saanjh Se Hi Mujhe Chand Yun Hi Dikha
Smriti Pat Par Vividh Chitra Uthane Lage
Sneh Ke Preeti Ke Vedana Granth Ke
Sneh Ke Preeti Ke Vedana Granth Ke
Bas Parat Dar Parat Prishth Khulne Lage
Chand Ke Saath Kal Raat Chalta Raha
Raat bhar Chandni Bhi Barasti Rahi
Chand Ke Saath
Man Mein Dukh Dard Ke Jwaar Uthne Lage
Vedana Geet Ban Ban Umadne Lagi
Man Mein Dukh Dard Ke Jwaar Uthne Lage
Vedana Geet Ban Ban Umadne Lagi
Chand Taaron Ko Chhune Ki Jo Thi Lalak
Chand Taaron Ko Chhune Ki Jo Thi Lalak
Ban Kasak Phir Umadne Ghumadne Lagi
Chand Ke Saath Kal Raat Chalta Raha
Raat bhar Chandni Bhi Barasti Rahi
Chand Ke Saath
Raat Jab Chand Ka Sang Mil Hi Gaya
Baat Hi Baat Mein Baat Badhti Gayi
Raat Jab Chand Ka Sang Mil Hi Gaya
Baat Hi Baat Mein Baat Badhti Gayi
Yug Yugon Se Ghani Bhut Thi Vedana
Yug Yugon Se Ghani Bhut Thi Vedana
Raat Bhar Ho Drawit Geet Banti Gayi
Chand Ke Saath Kal Raat Chalta Raha
Raat bhar Chandni Bhi Barasti Rahi
Man Mein Dukh Dard Kitne Samete Huye
Man Mein Dukh Dard Kitne Samete Huye
Vedana Nissaran Ko Tarasti Rahi
Chand Ke Saath Kal Raat Chalta Raha
Raat bhar Chandni Bhi Barasti Rahi
Chand Ke Saath
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment