Zindagi-Jab-Bhi-Teri-Bazm-Mein-Lati-Hai-Humein-Talat-Aziz
Zindagi Jab Bhi Teri Bazm Mein Lati Hai Humein Talat Aziz
ज़िंदगी जब भी तेरी बज़्म में लाती है हमें
ये ज़मीं चाँद से बेहतर नज़र आती है हमें
सुर्ख फूलों से महक उठती हैं दिल की राहें
दिन ढले यूँ तेरी आवाज़ बुलाती है हमें
ज़िंदगी जब भी तेरी बज़्म में लाती है हमें
याद तेरी कभी दस्तक कभी सरगोशी से
रात के पिछले पहर रोज़ जगाती है हमें
ज़िंदगी जब भी तेरी बज़्म में लाती है हमें
हर मुलाक़ात का अंजाम जुदाई क्यूँ है
अब तो हर वक़्त यही बात सताती है हमें
ज़िंदगी जब भी तेरी बज़्म में लाती है हमें
Zindagi jab bhi teri bazm mein laati hai hamein
Ye zamin chand se behtar nazar aati hai hamein
Surkh phulon se mahek uthti hain dil ki rahein
Din dhale yun teri aawaz bulaati hai hamein
Zindagi jab bhi teri bazm mein laati hai hamein
Yaad teri kabhi dastak kabhi saragoshi se
Raat ke pichle pahar roz jagaati hai hamein
Zindagi jab bhi teri bazm mein laati hai hamein
Har mulaqat ka anjaam judai kyun hai
Ab to har waqt yahi baat satati hai hamein
Zindagi jab bhi teri bazm mein laati hai hamein
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment