Bahaare Agar Tumse Daaman Bachaaye Pankaj Udhas Ghazal Lyrics from Rubayee

Song: Bahare Agar Tumse Daaman Bachaye
Album: Rubayee (Album)
Artist: Pankaj Udhas
Bahaare Agar Tumse Daaman Bachaaye Pankaj Udhas Ghazal Lyrics from Rubayee

Wabasta Kabhi Jamo Subu Se Naa Huwa
Kuch Phayada Koyal Ki Bhi Ku Se Naa Huwa
Aa Kabr Pe Meri Ke Mera Jimma Hai
Tu Mast Agar Mitti Ki Boo Se Naa Huwa

Paighame Ajal Laayee Thi Layi Hogi
Tab Ghum Ki Ghata Chaayi Thi Chaayi Hogi
Yeh Jaam Yeh Khushbu Yeh Paharain Yeh Sharab
Gulshan Me Khiza Aayee Thi Aayee Hogi

Bahare Agar Tumse Daaman Bachaye
Mere Zakhm Se Taazgi Maang Lena
Bahare Agar Tumse Daaman Bachaye
Mere Zakhm Se Taazgi Maang Lena
Agar Tumse Suraj Kabhi Ruth Jaye
MereJaam Se Roshni Maang Lena
Bahare Agar Tumse Daman Bachaye
Mere Zakhm Se Taazgee Mang Lena

Gaya aa ke aangan se khushbu kaa mausam
Ke mausam ko ek roj jaana tha yun bhee
Gaya aa ke aangan se khushbu kaa mausam
Ke mausam ko ek roj jaana tha yun bhee
Abhee daaliyo par bahut phul honge
Kisee phul se dilkashee maang lena
Bahaare agar tumse daaman bachaaye
Mere jakhm se taajagee maang lena

Kabhee bojh gham kaa jo bad jaaye dil par toh
Ro lena tanhaayiyo se lipat kar
Kabhee bojh gham kaa jo bad jaaye dil par toh
Ro lena tanhaayiyo se lipat kar
Labo par kabhi aaye hafre shikayat toh
Divaar se khaamoshee maang lena
Agar tumse suraj kabhee ruth jaaye
Mere jaam se roshanee maang lena
Bahaare agar tumse daaman bachaaye
Mere jakhm se taajagee maang lena

Yeh lambee ghanee raat kaise kategee
Sahaara toh ek chaahiye jindagee ko
Yeh lambee ghanee raat kaise kategee
Sahaara toh ek chaahiye jindagee ko
Agar shamma tumse kare bewafayee
Kisee saye se dostee mang lena
Agar tumse suraj kabhee ruth jaaye
Mere jaam se roshanee mang lena
Bahaare agar tumse daaman bachaaye
Mere jakhm se taajagee maang lena
Bahaare agar tumse daaman bachaaye
Mere jakhm se taajagee maang lena

Bahaare-Agar-Tumse-Daaman-Bachaaye-Pankaj-Udhas-Ghazal-Lyrics

Bada Ajeeb Mohabbat Ka Yeh Fasana Hai Pankaj Udhas Ghazal Lyrics from Film Hits

Song: Bada Ajeeb Mohabbat Ka Yeh Fasana Hai
Album: Film Hits - Pankaj Udhas
Artist: Pankaj Udhas
Bada Ajeeb Mohabbat Ka Yeh Fasana Hai Pankaj Udhas Ghazal Lyrics from Film Hits

Bada Ajeeb Mohabbat Ka Yeh Fasana Hai
Bada Ajeeb Mohabbat Ka Yeh Fasana Hai
Dil Hai Tera, Tu Kisi Aur ka Deewana Hai
Bada Ajeeb Mohabbat Ka Yeh Fasana Hai

Jo Jisko Chahta Hai, Woh Usse Nahi Milta
Jo Jisko Chahta Hai, Woh Usse Nahi Milta
Jo Jisko Chahta Hai, Woh Usse Nahi Milta
Kaisa Dastoor Hai Duniya Ka Kya Zamana Hai
Kaisa Dastoor Hai Duniya Ka Kya Zamana Hai
Dil Hai Tera, Tu Kisi Aur ka Deewana Hai
Bada Ajeeb Mohabbat Ka Yeh Fasana Hai

Tu Kis Tarah Se Bachega Zazar Ke Teeron Se
Tu Kis Tarah Se Bachega Zazar Ke Teeron Se
Tu Kis Tarah Se Bachega Zazar Ke Teeron Se
Har Ek Simt Se Tera Hee Dil Nishana Hai
Har Ek Simt Se Tera Hee Dil Nishana Hai
Dil Hai Tera, Tu Kisi Aur ka Deewana Hai
Bada Ajeeb Mohabbat Ka Yeh Fasana Hai

Panah Lega Is Chaman Me Kis Shajar Par Tu
Panah Lega Is Chaman Me Kis Shajar Par Tu
Panah Lega Is Chaman Me Kis Shajar Par Tu
Har Ek Shakh Pe Mera Hee Aashiyana Hai
Har Ek Shakh Pe Mera Hee Aashiyana Hai
Dil Hai Tera, Tu Kisi Aur ka Deewana Hai
Bada Ajeeb Mohabbat Ka Yeh Fasana Hai

Bada-Ajeeb-Mohabbat-Ka-Yeh-Fasana-Hai-Pankaj-Udhas-Ghazal-Lyrics

Apni Mohabbat Kabhi Kam Na Ho Pankaj Udhas Ghazal Lyrics from Aaja Sanam

Song: Apni Mohabbat Kabhi Kam Na Ho
Album: Aaja Sanam
Artist: Anuradha Paudwal, Pankaj Udhas
Music: Arun Paudwal
Lyrics: Faiz Anwar
Apni Mohabat Kabhi Kam Na Ho Pankaj Udhas Ghazal Lyrics from Aaja Sanam

Apni Mohabbat Kabhi Kam Na Ho 
Chahe Jahan Bhi Sanam Tum Raho
Apni Mohabbat Kabhi Kam Na Ho 
Chahe Jahan Bhi Sanam Tum Raho

Apni Wafa Sach Hai Agar
Milke Rahenge Sanam

Apni Mohabbat Kabhi Kam Na Ho 
Chahe Jahan Bhi Sanam Tum Raho
Apni Wafa Sach Hai Agar
Milke Rahenge Sanam
Aaja Sanam Aaja
Aaja Sanam Aaja

Hum Hain Yahan Tum Ho Wahan
Dil To Mile Hain Magar
Rutha Hai Rab Gum Hai Yahi
Kismat Ne Badli Nazar
Hum Hain Yahan Tum Ho Wahan
Dil To Mile Hain Magar
Rutha Hai Rab Gum Hai Yahi
Kismat Ne Badli Nazar
Hamara Milan Hoga Sada
Sanso Me Jab Tak Hai Dam
Apni Mohabbat Kabhi Kam Na Ho 
Chahe Jahan Bhi Sanam Tum Raho
Apni Wafa Sach Hai Agar
Milke Rahenge Sanam
Aaja Sanam Aaja
Aaja Sanam Aaja

Hum Kyun Dare Dunia Ne Jo
Pehre Bithaye Yahan
Roke Kadam Dilwalo Ke
Zanjeer Aesi Kahan
Hum Kyun Dare Dunia Ne Jo
Pehre Bithaye Yahan
Roke Kadam Dilwalo Ke
Zanjeer Aesi Kahan
Takrayenge Dunia Se Hum
Ab Na Sahenge Sitam
Apni Mohabbat Kabhi Kam Na Ho 
Chahe Jahan Bhi Sanam Tum Raho
Apni Wafa Sach Hai Agar
Milke Rahenge Sanam
Aaja Sanam Aaja
Aaja Sanam Aaja
Aaja Sanam Aaja
Aaja Sanam Aaja

Apni-Mohabbat-Kabhi-Kam-Na-Ho-Pankaj-Udhas-Ghazal-Lyrics

Aasman Kalee Kalee Ghata De Gaya Pankaj Udhas Ghazal Lyrics from Loving Gazals

Song: Aasman Kalee Kalee Ghata De Gaya
Album: Loving Gazals - Pankaj Udhas
Artist: Pankaj Udhas
Aasman Kalee Kalee Ghata De Gaya Pankaj Udhas Ghazal Lyrics from Loving Gazals

Aasman Kalee Kalee Ghata De Gaya
Aasman Kalee Kalee Ghata De Gaya
Aap Aaye Toh Mausam Maza De Gaya
Aasman Kalee Kalee Ghata De Gaya

Ishq tujh Jaisa Dushman Sabhi Ko Mile
Ishq tujh Jaisa Dushman Sabhi Ko Mile
Ishq tujh Jaisa Dushman Sabhi Ko Mile
Markar Zindagi Ka Pata De Gaya
Markar Zindagi Ka Pata De Gaya
Aap Aaye To Mausam Maza De Gaya
Aasman Kalee Kalee Ghata De Gaya

Chand Mera Na Khushbu Na Badal Mere
Chand Mera Na Khushbu Na Badal Mere
Chand Mera Na Khushbu Na Badal Mere
Aapko Kaun Mera Pata De Gaya
Aapko Kaun Mera Pata De Gaya
Aap Aaye To Mausam Maza De Gaya
Aasman Kalee Kalee Ghata De Gaya

Meri Aankho Me Hai Uska Chehra Jafar
Meri Aankho Me Hai Uska Chehra Jafar
Meri Aankho Me Hai Uska Chehra Jafar
Mere Hathon Me Jo Aaina De Gaya
Mere Hathon Me Jo Aaina De Gaya
Aap Aaye Toh Mausam Maza De Gaya
Aasman Kalee Kalee Ghata De Gaya
Aasman Kalee Kalee Ghata De Gaya

Aasman-Kalee-Kalee-Ghata-De-Gaya-Pankaj-Udhas-Ghazal-Lyrics

Aur Aahista Kijiye Baatein Pankag Udhas Ghazal Lyrics from Woh Chandni Raatein

Song: Aur Aahista Kijiye Baatein
Album: Woh Chandni Raatein
Artist: Pankaj Udhas
Aur Aahista Kijiye Baatein Pankag Udhas Ghazal Lyrics from Woh Chandni Raatein

Aur Aahista Kijiye Baatein, Dhadkanein Koyi Sun Raha Hoga

Aur Aahista Kijiye Baatein, Dhadkanein Koyi Sun Raha Hoga
Labz Girne Na Paye Honto Se, Waqt Ke Hath Inko Chun Lenge
Kaan Rakhte Hai Yeh Daro Deewar, Raaz Ki Saari Baat Sun Lenge
Aur Aahista Kijiye Baatein

Aise Bolo Ke Dil Ka Afsaana, Dil Sune Aur Nigaah Dohraaye
Aise Bolo Ke Dil Ka Afsaana, Dil Sune Aur Nigaah Dohraaye
Apne Charon Taraf Ki Yeh Duniya
Saans Ka Shor Bhi Na Sun Paaye, Na Sun Paaye
Aur Aahista Kijiye Baatein, Dhadkanein Koyi Sun Raha Hoga
Labz Girne Na Paye Honto Se, Waqt Ke Hath Inko Chun Lenge
Kaan Rakhte Hai Yeh Daro Deewar, Raaz Ki Saari Baat Sun Lenge
Aur Aahista Kijiye Baatein
Aayiye Band Kar Le Darwaaze aa aa...
Raat Sapne Chura Na Le Jaye aa aa....
Aayiye Band Kar Le Darwaze, Raat Sapne Chura Na Le Jaaye
Koyi Jhonka Hawa Ka Aawaara
Dil Ki Baaton Ko Uda Na Le Jaaye, Na Le Jaaye
Aur Aahista Kijiye Baatein, Dhadkanein Koyi Sun Raha Hoga
Labz Girne Na Paye Honto Se, Waqt Ke Hath Inko Chun Lenge
Kaan Rakhte Hai Yeh Daro Deewar, Raaz Ki Saari Baat Sun Lenge
Aur Aahista Kijiye Baatein
Aaj Itne Kareeb Aa Jao, Duriyon Ka Kahin Nishan Na Rahein
Aaj Itne Kareeb Aa Jao, Duriyon Ka Kahin Nishan Na Rahein
Aise Ek Dusre Mein Gum Ho Jaayein
Faasla Koi Darmiyan Na Reh Jaaye, Na Reh Jaaye
Aur Aahista Kijiye Baatein, Dhadkanein Koyi Sun Raha Hoga
Labz Girne Na Paye Honto Se, Waqt Ke Hath Inko Chun Lenge
Kaan Rakhte Hai Yeh Daro Deewar, Raaz Ki Saari Baat Sun Lenge
Aur Aahista Kijiye Baatein
Mm mm mm mm mm..... o o o... aa aa aa...

Aur-Aahista-Kijiye-Baatein-Pankag-Udhas-Ghazal-Lyrics

Aisa Bhi Ek Zamana Aata Hai Aashiqui Mein Pankaj Udhas Ghazal Lyrics from Film Hits


Song: Aisa Bhi Ek Zamana Aata Hai Aashiqui Mein
Album: Film Hits - Pankaj Udhas
Artist: Pankaj Udhas
Aisa Bhi Ek Zamana Aata Hai Aashiqui Mein Pankaj Udhas Ghazal Lyrics from Film Hits

Aisa Bhi Ek Zamana Aata Hai Aashiqui Mein
Aisa Bhi Ek Zamana Aata Hai Aashiqui Mein
Jab Maut Ki Tamanna –(2) Hoti Hai Zindagi Mein
Chodunga Mai Na Daman Aye Yaar Zindagi Mein
Jeena Bhi Aashiqui Mein –(2) Marna Bhi Aashiqui Mein
Aisa Bhi Ek Zamana Aata Hai Aashiqui Mein
Aisa Bhi Ek Zamana........

Aankho Ke Jharokon Se Dekha Karenge Tumko
Aankho Ke Jharokon Se Dekha Karenge Tumko
Markar Bhi Hum To Humdum Chaha Karenge Tumko
Aansu Qubul Mujhko –(2) Tere Pyar Ki Khushi Mein
Chodunga Mai Na Daman Aye Yaar Zindagi Mein
Chodunga Mai Na Daman.......
Chahat Ke Phool Dilbar Janmo Janam Khilenge
Chahat Ke Phool Dilbar Janmo Janam Khilenge
Bichde Kabhi Jo Marke Jannat Me Phir Milenge
Hai Noor Aasman Ka –(2) Chahat Ki Chandni Mein
Aisa Bhi Ek Zamana Aata Hai Aashiqui Mein
Aisa Bhi Ek Zamana Aata Hai Aashiqui Mein
Jab Maut Ki Tamanna –(2) Hoti Hai Zindagi Mein
Chodunga Mai Na Daman Aye Yaar Zindagi Mein

 

Aisa-Bhi-Ek-Zamana-Aata-Hai-Aashiqui-Mein-Pankaj-Udhas-Ghazal-Lyrics

Aap Jinke Kareeb Hote Hain Pankaj Udhas Ghazal Lyrics from Khushboo


Song: Aap Jinke Kareeb Hote Hain
Album: Khushboo - Pankaj Udhas
Artist: Pankaj Udhas
Aap Jinke Kareeb Hote Hain Pankaj Udhas Ghazal Lyrics from Khushboo

Aap Jinke Kareeb Hote Hain
Aap Jinke Kareeb Hote Hain
Woh Bade Khushnaseeb Hote Hain
Aap Jinke Kareeb Hote Hain
Aap Jinke Kareeb Hote Hain
Jab Tabiyat Kisi Pe Aati Hai
Jab Tabiyat Kisi Pe Aati Hai
Maut Ke Din Kareeb Hote Hain
Maut Ke Din Kareeb Hote Hain
Woh Bade Khushnaseeb Hote Hain
Aap Jinke Kareeb Hote Hain
Mujhse Milna Phir Aapka Milna
Mujhse Milna Phir Aapka Milna
Aap Kisko Naseeb Hote Hain
Aap Kisko Naseeb Hote Hain
Woh Bade Khushnaseeb Hote Hain
Aap Jinke Kareeb Hote Hain
Zulm Seh KarJjo Uff Nahi Karte
Zulm Seh KarJjo Uff Nahi Karte
Unke Dil Bhi Ajeeb Hote Hain
Unke Dil Bhi Ajeeb Hote Hain
Woh Bade Khushnaseeb Hote Hain
Aap Jinke Kareeb Hote Hain

Aap-Jinke-Kareeb-Hote-Hain-Pankaj-Udhas-Ghazal-Lyrics

Aankhein Hain Ya Jam-e-Sharab Pankaj Udhas Ghazal Lyrics from Humnasheen

Song: Aankhein Hai Ya Jam-e-Sharab
Album: Humnasheen - Pankaj Udhas
Artist: Pankaj Udhas
Aankhein Hain Ya Jam-e-Sharab Pankaj Udhas Ghazal Lyrics from Humnasheen

Aankhein Hain Ya Jame Sharab Dilwalo Ka Haal Kharab
Aankhein Hain Ya Jame Sharab Dilwalo Ka Haal Kharab
Dilwalo Ka Haal Kharab
Dilwalo Ka Haal Kharab
Aankhein Hain Ya Jame Sharab Dilwalo Ka Haal Kharab
Halka Halka Badal Hai, Jaise Uska Aanchal Hai
Halka Halka Badal Hai, Jaise Uska Aanchal Hai
Raat Bhi Kitni Pagal Hai, Dekh Rahi Hai Chand Kahan
Raat Bhi Kitni Pagal Hai, Dekh Rahi Hai Chand Kahan
Dekh Rahi Hai Chand Kahan
Dekh Rahi Hai Chand Kahan
Aankhein Hain Ya Jame Sharab Dilwalo Ka Haal Kharab

Saki Hai Tanhayee Hai, Dil Par Masti Chayi Hai
Saki Hai Tanhayee Hai, Dil Par Masti Chayi Hai
Tauba Kya Angdayi Hai, Toot Na Jaye Shakhe Gulab
Tauba Kya Angdayi Hai, Toot Na Jaye Shakhe Gulab
Toot Na Jaye Shakhe Gulab
Toot Na Jaye Shakhe Gulab
Aankhein Hain Ya Jame Sharab Dilwalo Ka Haal Kharab
Rut Aayee Hai Pine Ki Lou Bhadkee Hai Seene ki
Rut Aayee Hai Pine Ki Lou Bhadkee Hai Seene ki
Do He Rahe Jine Ki Ek Mohabbat Ek Sharab
Do He Rahe Jine Ki Ek Mohabbat Ek Sharab
Ek Mohabbat Ek Sharab
Ek Mohabbat Ek Sharab

Aankhein Hain Ya Jame Sharab Dilwalo Ka Haal Kharab
Dilwalo Ka Haal Kharab
Dilwalo Ka Haal Kharab
Dilwalo Ka Haal Kharab
Dilwalo Ka Haal Kharab
Dilwalo Ka Haal Kharab
Dilwalo Ka Haal Kharab

Aankhein-Hain-Ya-Jam-e-Sharab-Pankaj-Udhas-Ghazal-Lyrics